Age: 124
7817 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
baat suno mujh say ye na poochhna kay is ki tasdeeq kahan say ho bcz meray pass is ka koi proof nahi may be kisi aur kay pass ho main nay baron say suna aur daikha hai
QAZA E UMRI
ye ada ki jati hai ramadan kay last friday ko din 12 bajay say pehlay jis main her namaz kay farz alag alag ker kay her baar naye niyyat say perhay jatay hain.sab farz aik aik baar hi perhtay hain. jis ka maqsad namazon ki pooray saal ki qaza hai lakin is ka ye matlab nahin kay jaan boojh kay chhori hui namaz ki qaza bhi ho jati hai